SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaahime"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaahime"
Ghazal
yaqiin kar lo to aa.e.nge sab nazar apne
tumhaare dil me.n kajii vaahime se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
musaafiro.n ko ka.ii vaahime sataate hai.n
Thaharte kyaa ki dariicho.n me.n to diyaa hii na thaa
Aslam Ansari
PAGE MATCHES FOR "vaahime"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vaahime"
Ghazal
kar gayaa hai dil ko har ik vaahime se be-niyaaz
ruuh ko lekin ajab sii be-qaraarii de gayaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
bad-gumaa.n 'ishq ko sad vahm-o-yaqii.n ke khaTke
shoKHii-e-chashm suKHan-saaz hai Gammaaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
ishq jab daKHl kare hai dil-e-insaa.n me.n 'muhib'
vaahime sab bashariyyat ke kare hai iKHraaj
Waliullah Muhib
Ghazal
vo bhii ik shaam thii jab saath chhuTaa thaa us kaa
vaahime dil me.n sar-e-shaam dar aate hai.n ka.ii
Fuzail Jafri
Ghazal
ye vaahime bhii ajab baam-o-dar banaate hai.n
havaa kii shaaKH pe KHushbuu kaa ghar banaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
apne hii vaahime ke sab hai.n utaar aur cha.Dhaav
na samundar hai na tuufaa.n hai ye ma.aluum hu.aa
Saba Akbarabadi
Ghazal
ye manzilo.n ke sabhii vaahime machaa.e.n shor
magar hai kis liye har rahguzaar chup KHaamosh
Fauziya rabab
Nazm
nae aadmi ki talash mein:
ab un kii haqiiqat kisii vaahime se ziyaada nahii.n hai
aur phir yuu.n hu.aa