SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaaqi.aat-e-silsila-e-tagayyuraat"
Ghazal MATCHES FOR "vaaqi.aat-e-silsila-e-tagayyuraat"
Ghazal
hujuum-e-silsila-e-raftagaa.n dikhaa.ii diyaa
zamiin par hii mujhe aasmaa.n dikhaa.ii diyaa
Akhtar Saeedi
Ghazal
qissa-e-silsila-e-zulf na kahnaa behtar
pech-dar-pech hai KHaamosh hii rahnaa behtar
Haidar Ali Aatish
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
khel kar silsila-e-gardish-e-ayyaam ke saath
zindagii ham ne guzaarii ba.De aaraam ke saath
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
mar ke TuuTaa hai kahii.n silsila-e-qaid-e-hayaat
magar itnaa hai ki zanjiir badal jaatii hai
Fani Badayuni
Ghazal
ye silsila-e-shoKHii-e-jaanaana nayaa hai
irshaad hu.aa hai ki ye diivaana nayaa hai
Johar Siddiqi
Ghazal
zindagii silsila-e-vahm-o-gumaa.n hai yaaro
dil-e-betaab ko taskiin kahaa.n hai yaaro
Majeed Lahori
Ghazal
ham ajab silsila-e-sair-o-safar rakhte hai.n
har qadam ek na.ii raahguzar rakhte hai.n
Nasir Zaidi
Ghazal
havaa chalii hai ye kaisii KHilaaf chaaro.n taraf
hai ek silsila-e-inhiraaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
haath aa sakaa hai silsila-e-jism-o-jaa.n kahaa.n
apnii talab me.n ghuum chukaa huu.n kahaa.n kahaa.n
Sahar Ansari
Ghazal
ye silsila-e-shaam-o-sahar yuu.nhii nahii.n hai
har qaafila sargarm-e-safar yuu.nhii nahii.n hai
Roohi Kanjahi
Ghazal
Qasim Yaqub
Ghazal
mai.n huu.n aur silsila-e-ashk-e-ravaa.n aaj kii raat
zindagii hai hama-tan soz ba-jaa.n aaj kii raat
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
duniyaa me.n rahe silsila-e-husn mujhe kyaa
ai vaqt miraa ahd-e-tamannaa na rahegaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
niyaaz-o-naaz kaa ye silsila nahii.n jaataa
jafaa ko chhe.D ke shauq-e-vafaa nahii.n jaataa