SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqfe"
Ghazal MATCHES FOR "vaqfe"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye kyaa ki ik jahaa.n ko karo vaqf-e-iztiraab
ye kyaa ki ek dil ko shakebaa na kar sako
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
uThaa.e phirte hai.n kab se azaab-e-dar-badrii
ab is ko vaqf-e-rah-e-yaar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
pahluu-tahii na kar Gam-o-andoh se 'asad'
dil vaqf-e-dard kar ki faqiiro.n kaa maal hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ab tazkira-e-KHanda-e-gul baar hai jii par
jaa.n vaqf-e-Gam-e-giriya-e-shabnam hai mirii jaa.n
Habib Jalib
Ghazal
kahte hai.n ik fareb-e-musalsal hai zindagii
us ko bhii vaqf-e-hasrat-o-hirmaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
har maujh-e-aab-e-sindh hu.ii vaqf-e-pech-o-taab
'mahruum' jab vatan me.n hamaarii KHabar ga.ii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
raqs ke vaqfe me.n jab karne ko thaa mai.n arz-e-shauq
ko.ii us ko mere pahluu se uThaa kar le gayaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
dil ko vaqf-e-Gam-e-bedaad kiye jaataa huu.n
apnaa ghar aap hii barbaad kiye jaataa huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
agar merii jabiin-e-shauq vaqf-e-bandagii hotii
to phir mahshuur un ke saath apnii zindagii hotii