SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaqfe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaqfe"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Umair Najmi
PAGE MATCHES FOR "vaqfe"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vaqfe"
Ghazal
ye kyaa ki ik jahaa.n ko karo vaqf-e-iztiraab
ye kyaa ki ek dil ko shakebaa na kar sako
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
uThaa.e phirte hai.n kab se azaab-e-dar-badrii
ab is ko vaqf-e-rah-e-yaar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Nazm
hinDola
mujhe hai yaad abhii tak ki khel-kuud me.n bhii
kuchh aise vaqfe pur-asraar aa hii jaate the
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
pahluu-tahii na kar Gam-o-andoh se 'asad'
dil vaqf-e-dard kar ki faqiiro.n kaa maal hai
Mirza Ghalib
Nazm
bahut ghuTan hai
vo falsafe jo har ik aastaa.n ke dushman the
amal me.n aa.e to KHud vaqf-e-aastaa.n nikle