SEARCH RESULTS
Showing search results for "vardaan"
Ghazal MATCHES FOR "vardaan"
Ghazal
ai taaza vaardaan-e-bisaat-e-havaa-e-dil
zinhaar agar tumhe.n havas-e-naa.e-o-nosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
muskuraa kar de rahaa vardaan suuraj ab use
jis ne jugnuu ko chunaa thaa chaa.ndnii ko chho.D kar
Tanoj Dadhich
Ghazal
vo to buraa hii maan ga.e ham ne jis gha.Dii
un ke diye sharaap ko vardaan kar diyaa
Ankit Aab
Ghazal
kal jise ghar se uThaa le ga.ii KHaakii vardii
aaj maa.n-baap use shamshaan liye jaate hai.n
Sardar Panchhi
Ghazal
Krishna Kumar Toor
Ghazal
kyaa shaam-e-Gam me.n diida-o-dil par guzar ga.ii
un taaza vaardaan-e-bisaat-e-kuhan se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
aaraam jinhe.n ghar me.n mayassar nahii.n aataa
har haal me.n un ke liye vardaan hai.n sa.Dke.n
Mehr Zarreen
Ghazal
huu.n apne dosto.n kii nigaaho.n me.n mohtaram
mujh ko milaa KHuluus kaa vardaan bhii to hai
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
KHvaab hai, jhuuT hai, maayaa hai yaa ko.ii vardaan
ham to sab bhuul ke sansaar se lag jaate hai.n
Azeez Prihar
Ghazal
jogii ko aaj ruup kaa vardaan mil gayaa
Thahraa jo do gha.Dii tire piipal kii chhaa.nv me.n
Saleem Shahzad
Ghazal
dil kii aa.nkho.n ke nazdiik rakkhaa tujhe
tuu du'aa.o.n muraado.n kaa vardaan hai
Anis Banswara
Ghazal
Inder Sauroop Datt Nadan
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaa.nTe to KHair kaa.nTe hai.n is kaa gila hii kyaa
phuulo.n kii vaardaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
tujh ko puujaa hai ki asnaam-parastii kii hai
mai.n ne vahdat ke mafaahiim kii kasrat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
munsif-e-shahr kii vahdat pe na harf aa jaa.e
log kahte hai.n ki arbaab-e-jafaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vahdat-e-husn ke jalvo.n kii ye kasrat ai ishq
dil ke har zarre me.n aalam hai parii-KHaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
vahdat me.n terii harf du.ii kaa na aa sake
aa.iina kyaa majaal tujhe mu.nh dikhaa sake