SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaziifa"
Ghazal MATCHES FOR "vaziifa"
Ghazal
'Gaalib' vaziifa-KHvaar ho do shaah ko du.aa
vo din ga.e ki kahte the naukar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye misra.a nahii.n hai vaziifa miraa hai
KHudaa hai mohabbat mohabbat KHudaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
udhar charaaG jale hai.n kisii dariiche me.n
idhar vaziifa-e-dil bhii bahaal ho gayaa hai
Ajmal Siraj
Ghazal
ye hijr-e-musalsal kaa vaziifa hai mirii jaa.n
ik tark-e-sukuunat hii to hijrat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
shaa.erii piiro.n faqiiro.n kaa vaziifa thaa kabhii
ab to ye kaam faqat naam kamaane tak hai
Mumtaz Gurmani
Ghazal
Aamir Suhail
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ko.ii vaa.iz na vaziifa ki ko.ii saum-o-salaat
jaan chhuuTe mirii ik baar ko.ii mastii ho
Nadeem Bhabha
Ghazal
pa.Dh aisaa vaziifa ki ye kohsaar na uj.De
chashmo.n ko pahaa.Do.n se ubalne kii du.aa de