SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaziifa"
Nazm MATCHES FOR "vaziifa"
Nazm
KHabar hai ki nahin
ab mere naam kaa pa.Dhtaa hai vaziifa ko.ii
ab miraa zikr-e-vafaa dard-e-sahar hai ki nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
saloni sardiyon ki nazm
sileTii baadalo.n kaa ye sahiifa
mirii muTThii me.n pa.Dhtaa hai vaziifa
Aamir Suhail
Nazm
yaran-e-najd
kaano.n me.n rach rahii hai koyal keii kuuk ab tak
'naazir' kaa hai vaziifa us dhun me.n gungunaanaa
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
urdu nazm
Gazal-saraa hai zamaana hayaat naGma-kunaa.n
vaziifa-e-sahar-o-roz-o-shaam hai urdu
Zakiya Sultana Nayar
Nazm
waqai jhuTh tha kya
ki mai.n aaj ye jaantaa huu.n
kisii ko samajhne parakhne kaa ko.ii vaziifa nahii.n
Shariq Kaifi
Nazm
lal-bahadur-shastari
hai sharq-o-Garb me.n qaa.il har ek shaKHs tiraa
vaziifa-KHvaa.n-o-sanaa-gar tire shumaal-o-dakan
Arsh Malsiyani
Nazm
aahan ko bhi aaKHir zang lagta hai
magar meraa vaziifa thaa
faqat raahe.n tumhaarii dekhte rahnaa
Qamar Jahan Naseer
Nazm
shikwa
ai KHudaa shikva-e-arbaab-e-vafaa bhii sun le
KHuugar-e-hamd se tho.Daa saa gila bhii sun le
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kii mohammad se vafaa tuu ne to ham tere hai.n
ye jahaa.n chiiz hai kyaa lauh-o-qalam tere hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo tujh se ahd-e-vafaa ustuvaar rakhte hai.n
ilaaj-e-gardish-e-lail-o-nahaar rakhte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye duniyaa jahaa.n aadmii kuchh nahii.n hai
vafaa kuchh nahii.n dostii kuchh nahii.n hai