SEARCH RESULTS
Showing search results for "vilaa"
Ghazal MATCHES FOR "vilaa"
Ghazal
labo.n pe us ke shikaayat nahii.n hai ko.ii 'vilaa'
magar nazar me.n hazaaro.n savaal rakhtaa hai
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
barso.n se 'vilaa' ek kinaare pe kha.Dii hai
tum niil ke saahil pe milaa kyo.n nahii.n karte
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
qaumii yak-jehtii kaa aadarsh thaa ye bhaaratvarsh
ham ne paiGaam-e-vilaa sab ko diyaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
mai.n to vafaa kii duniyaa me.n rahtii huu.n ai 'vilaa'
ik bevafaa se ko.ii bhii nisbat nahii.n mujhe
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
na aisii duniyaa se ummiid ai 'vilaa' rakhnaa
jo nekiyo.n ke sile me.n buraa.ii detii hai
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
use nasiib hu.ii ne.amat-e-vilaa-e-nabii
jahaa.n se 'tahniyat' is tarah shaadmaa.n guzrii
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
vilaa-e-kaaba-e-abruu se mu.nh ko kyaa pheruu.n
namaaz KHatm na ho jab talak salaam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
mirii KHaak me.n vilaa kaa na ko.ii sharaar hotaa
na hii dil se aag uThtii na ye be-qaraar hotaa
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
bas vahii shaKHs 'vilaa' us kii mohabbat me.n mare
jis ko rusvaa.ii ho manzuur zuleKHaa kii tarah
Vala Jamal Al Aseeli
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii terii ataa hai to ye jaane vaalaa
terii baKHshish tirii dahliiz pe dhar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa