SEARCH RESULTS
Showing search results for "visaal-e-hijr"
Ghazal MATCHES FOR "visaal-e-hijr"
Ghazal
visaal-o-hijr se vaabasta tohmate.n bhii ga.ii.n
vo faasle bhii ga.e ab vo qurbate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Ghazal
visaal-o-hijr ke dauraaniye pa.De hu.e hai.n
kahii.n pe KHvaab kahii.n ratjage pa.De hu.e hai.n
Asim Ejaz
Ghazal
Surayya Rahman
Ghazal
visaal-o-hijr ke qisse na yuu.n sunaa.o hame.n
ab is azaab-e-shab-o-roz se bachaa.o hame.n
Manzar Ayubi
Ghazal
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
Hilal Fareed
Ghazal
hijr-o-visaal-e-yaar kaa parda uThaa diyaa
KHud ba.Dh ke ishq ne mujhe meraa pataa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hijr-o-visaal-e-yaar kaa mausam nikal gayaa
ai dard-e-ishq jaag zamaana badal gayaa
Shahab Jafri
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
qur.aan to pa.Dhte hai.n ka.ii log yahaa.n 'hijr'
har shaKHs magar saahib-e-qur.aan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
baKHt bargashta vo naaraaz zamaana dushman
ko.ii meraa hai na ai 'hijr' kisii kaa mai.n huu.n
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
umr ha.ns-khel ke is tarah guzaarii ai 'hijr'
dost kaa dost rahaa yaar kaa mai.n yaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
shab-e-visaal ba.De lutf se kaTii ai 'hijr'
tamaam raat kisii ke gale kaa haar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
chalaa hai 'hijr' siyahkaar bazm-e-jaanaa.n ko
zaliil ho ke ye KHaana-KHaraab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sunaa hai mai-kashii karne lagaa 'hijr'
vo mard-e-baa-KHudaa to paarsaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
'farzaana' ko.ii baat Gazal me.n na.ii kaho
zikr-e-visaal-o-hijr puraanaa bahut hu.aa