SEARCH RESULTS
Showing search results for "visaal-e-manzil-o-gaam"
Ghazal MATCHES FOR "visaal-e-manzil-o-gaam"
Ghazal
ye samajh lo naa-shanaas-e-rah-e-manzil-e-vafaa hai
jo qadam qadam pe puuchhe abhii kitnaa faasla hai
Makhdoom Zada Mukhtar Usmani
Ghazal
nishaat-e-manzil-e-qalb-o-nazar ko yaad karo
safar me.n apne kisii ham-safar ko yaad karo
Raees Akhtar
Ghazal
vo aashnaa-e-manzil-e-irfaa.n hu.aa nahii.n
jis ko tire karam kaa sahaaraa milaa nahii.n
Fana bulandshahri
Ghazal
husuul-e-manzil-e-jaa.n kaa hunar nahii.n aayaa
vo raushnii thii ki kuchh bhii nazar nahii.n aayaa
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
jafaa-e-dost banii rahnumaa-e-manzil-e-dost
vo kho rahe hai.n mujhe un ko paa rahaa huu.n mai.n
Tajwar Najibabadi
Ghazal
talaash-e-manzil-e-raahat me.n ham jahaa.n guzre
fareb-KHurda umiido.n ke darmiyaa.n guzre
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
hazrat-e-'manzil' ye sochaa hai kabhii
kuchh na kuchh hai vo bhii chaaraa jaa.egaa
Manzil Lohatheri
Ghazal
ab mudaavaa-e-Gam-e-dil tiraa hone se rahaa
har taraf 'manzil'-e-biimaar sitam jaage hai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii rahii yaa Gam-e-jaanaa.n kii rahii
al-Garaz chhe.D rahii manzil-e-naakaam ke saath
Manzil Lohatheri
Ghazal
jahaa.n shaakii hai tujh se ai mire dost
nahii.n hai ko.ii to 'manzil' nahii.n hai