SEARCH RESULTS
Showing search results for "visaal-e-sanam"
Ghazal MATCHES FOR "visaal-e-sanam"
Ghazal
hai vaada-e-visaal-e-sanam kii vo sarKHushii
har shai hasiin ab mirii fikr-o-nazar me.n hai
Harbans Lal Aneja 'jamaal'
Ghazal
in ko KHudaa milaa na visaal-e-sanam milaa
ab to kabuutaro.n ne tirii chhat hii chho.D dii
Irfan Abid
Ghazal
zaahid kisii visaal-e-sanam kii havas nahii.n
patthar kaa but hai tuu ki tujhe hiss-o-mas nahii.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
musavvir apne tasavvur kaa Dhuu.nDhtaa hai davaam
na jaam-e-jam na visaal-e-sanam na shohrat-o-naam
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
raste me.n kaun kaun milaa kuchh KHabar nahii.n
kuu-e-sanam se marhala-e-daar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bad-qismato.n ko gar ho mayassar shab-e-visaal
suuraj Guruub hote hii zaahir ho nuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
raah kaa KHauf na andesha-e-gumraahii hai
rahnumaa naqsh-e-kaf-e-paa-e-sanam hai dekho
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
zarra dekhaa jo kabhii muttasil-e-mahr-e-falak
mai.n ne qurb-e-ruKH-e-pur-nuur-e-sanam til samjhaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
jaa.n shaad-kaam-e-bosa-e-paa-e-sanam hu.ii
kitnaa buland taala-e-zauq-e-sujuud thaa
Ravish Siddiqi
Ghazal
shauq tauf-e-haram-e-kuu-e-sanam kaa din raat
suurat-e-naqsh-e-qadam Thokare.n khilvaataa hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zulf-e-mohabbat mudaam bas
hamraah-e-buu-e-qurb-e-sanam ho KHiraam bas
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
har ek zarra hai aa.iina-daar-e-husn-e-sanam
nigaah-e-Gaur se ham intiKHaab kyaa karte
Talib Dehlavi
Ghazal
dekhne jaa.uu.n qad-o-aariz-o-gesuu-e-sanam
sochtaa huu.n ki ko.ii raah-o-mafar hai ki nahii.n