SEARCH RESULTS
Showing search results for "vusa.at-e-qudrat-e-haq"
Ghazal MATCHES FOR "vusa.at-e-qudrat-e-haq"
Ghazal
vusa.at-e-qudrat-e-haq hogii na mahduud kabhii
nahii.n milne kaa siraa zulf-e-chaliipaa teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kufr ek ra.ng-e-qudrat-e-be-intihaa me.n hai
jis but ko dekhtaa huu.n vo yaad-e-KHudaa me.n hai
Bahram ji
Ghazal
kamaal-e-qudrat-e-haq hai 'naziir' kyaa kahiye
jo shaah ko hai vahii hai gadaa ko aish-o-tarab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
us kii suurat se huu.n sannaa-e-azal kaa qaa.il
jalva-e-qudrat-e-haq husn-e-bashar hai ki nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
jabii.n pe kyaa kiyaa tahriir KHaama-e-haq ne
ki aagahii bhii samajhtii hai sar-phiraa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Waliul Haq
Ghazal
haq mohabbat kaa adaa ho ye zaruurii to nahii.n
dard-e-dil kii bhii davaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
apne hii ghar kii kisii shai pe nahii.n haq apnaa
is se behtar thaa ki ham be-sar-o-saamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
apne hii ghar kii kisii shai pe nahii.n haq apnaa
is se behtar thaa ki ham be-sar-o-saamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
ham raah-rav-e-manzil dushvaar rahe hai.n
har tarah musiibat me.n giraftaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
qudrat-e-haq se ba.Dhii ishrat kii shab
shab jo us kaafir kaa juu.Daa khul gayaa
Nizam Rampuri
Ghazal
vo munshii bane qudrat-e-haq to dekho
jo maktab me.n pa.Dhte the inshaa-e-faa.iq
Rind Lakhnavi
Ghazal
bolne lag jaa.e ik zii-ruuh kii maanind sang
qudrat-e-haq se bahut kuchh qudrat-e-aazar me.n hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ilm-o-hunar hai mulk ko darkaar aaj-kal
ham KHud bhale-bure ke hai.n muKHtaar aaj-kal