SEARCH RESULTS
Showing search results for "wiring"
Ghazal MATCHES FOR "wiring"
Ghazal
a.ndherii shab me.n hamesha se ilm vaale log
kitaab pa.Dhte hu.e raushnii banaate hai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
is paar kaa ho ke bhii me.n us paar gayaa huu.n
ik ism kii barakat se ka.ii baar gayaa huu.n
Ishaq Virdag
Ghazal
duusraa kinaaraa bhii be-vafaa kinaaraa hai
ab to Duub jaanaa hii aaKHirii sahaaraa hai
Ishaq Virdag
Ghazal
mai.n thaa mahv-e-shauq station ke waiting room me.n
ko.ii apne saath merii rail-gaa.Dii le gayaa
Deedar Bastawi
Ghazal
kaaGaz ke bane phuul jo gul-daan me.n rakhnaa
titlii kii udaasii ko bhii imkaan me.n rakhnaa
Ishaq Virdag
Ghazal
jab KHasaare hii kaa sarmaaya huu.n mai.n
phir zamii.n par kis liye aayaa huu.n mai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
mai.n vo majnuu.n ki ik sahraa hai mujh me.n
vo sahraa bhii bahut simTaa hai mujh me.n
Ishaq Virdag
Ghazal
mai.n KHaalii ghar me.n bhii tanhaa nahii.n thaa
ki jab tak aa.ina TuuTaa nahii.n thaa
Ishaq Virdag
Ghazal
ham KHaak-ba-sar gard-e-safar Dhuu.nD rahe hai.n
aur log samajhte hai.n ki ghar Dhuu.nD rahe hai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
hone kaa e'tibaar nahii.n kar rahe hai.n log
ab KHud ko iKHtiyaar nahii.n kar rahe hai.n log