SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaaro"
Ghazal MATCHES FOR "yaaro"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho
kahii.n to bahr-e-KHudaa aaj zikr-e-yaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kitne dino.n ke pyaase ho.nge yaaro socho to
shabnam kaa qatra bhii jin ko dariyaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
yaaro mujhe mu.aaf rakho mai.n nashe me.n huu.n
ab do to jaam KHaalii hii do mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
haa.e us vaqt ko kosuu.n ki du.aa duu.n yaaro
jis ne har dard miraa chhiin liyaa hai mujh se
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye jo shahtiir hai palko.n pe uThaa lo yaaro
ab ko.ii aisaa tariiqa bhii nikaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
yuu.n Thahar Thahar ke guzrii shab-e-intizaar yaaro
ki sahar ke hote hote ka.ii ham ne KHvaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
'ajiib saaneha mujh par guzar gayaa yaaro
mai.n apne saa.e se kal raat Dar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
hamaare lab na sahii vo dahaan-e-zaKHm sahii
vahii.n pahu.nchtii hai yaaro kahii.n se baat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ism bhuul baiThe ham jism bhuul baiThe ham
vo hame.n milii yaaro raat ik sitaare me.n