SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaasiyat"
Ghazal MATCHES FOR "yaasiyat"
Ghazal
bas me.n to KHair kuchh bhii nahii.n hai tire magar
bachnaa hai yaasiyat se to vahshat bahaal rakh
Meer Ahmad Naved
Ghazal
bilaa-sabab bhii nahii.n yaasiyat tabii.at me.n
azal se KHaana-badoshii kaa silsila mai.n huu.n
Zakir Khan Zakir
Ghazal
jaa to rahe ho jins-e-vafaa kii talaash me.n
saath apne yaasiyat ke sivaa kuchh na laa.oge
Abid Munavari
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
paro.n me.n yaasiyat jamne lagii thii
bahut muddat havaa.e.n shal rahii thii.n
Ambarin Salahuddin
Ghazal
yaasiyat jab phail jaa.e matl.a-e-afkaar par
raasta ko.ii bhii apnaa raasta lagtaa nahii.n
Zameer Azhar
Ghazal
Zafar Adib
Ghazal
siine me.n yaasiyat kaa dhu.aa.n duuriyo.n kii shab
dil mash.al-e-muraad-e-mulaaqaat me.n rahaa
Nizamuddin Nizam
Ghazal
lafz-o-ma'aanii kaa baham kyuu.n hai suKHan
kis zamaane me.n thii.n in me.n yaariyaa.n
Jaun Eliya
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
is baat par bhalaa ham kyuu.nkar na zahr khaave.n
ham se vahii rukaavaT Gairo.n se yaariyaa.n hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yaaro.n kii yaariyaa.n hai.n salaamat to marhabaa
hotii rahe jo roz qayaamat to marhabaa