SEARCH RESULTS
Showing search results for "yakka"
Ghazal MATCHES FOR "yakka"
Ghazal
mire hariif mirii yakka-taaziiyo.n pe nisaar
tamaam umr haliifo.n se ja.ng kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
yakka-taaz o neza-baaz o arbada-juu tund-KHuu
teG-zan dashna-guzaar o naavak-afgan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tire husuul kii baazii bhii kitnii mushkil thii
idhar mai.n yakka-o-tanhaa udhar zamaana thaa
Mohsin Changezi
Ghazal
kis tarah jaataa ko.ii manzil-e-maqsad kii taraf
ko.ii yakka ko.ii taa.nga ko.ii rickshaw na milaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
yakka ulaT ke rah gayaa gho.Daa bha.Dak gayaa
kaalii sa.Dak pe chaa.nd saa chehra chamak gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
Yusuf Zafar
Ghazal
is qadar thaa vo nasha mai.n ki yakaa-yak jo giraa
mai.n na bolaa pa mire dil ne kahaa bismillaah
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yakaa-yak kar guzarte ho vahii jaan
tum apne jii me.n jo kuchh Thaante ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
lashkar-e-qalb-e-saf-e-ushshaaq me.n hai GalGala
yakka-taaz-e-aah kuu.n kis ne kiyaa hai naa-rasiid
Siraj Aurangabadi
Ghazal
phir pur-asraar yakaa yak hu.ii KHaamoshii-e-shab
phir ko.ii jaam kisii haath se gir kar TuuTaa
Ali Minai
Ghazal
dil me.n rakkhaa phir yakaa-yak be-dayaar us ne kiyaa
aisaa mere saath jaane kitnii baar us ne kiyaa