SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaafraan"
Ghazal MATCHES FOR "zaafraan"
Ghazal
Gazal kii shaaKH pe ik phuul khilne vaalaa hai
badan se aane lagii za.afraan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
naaz-e-chaman vahii hai bulbul se go KHizaa.n hai
Tahnii jo zard bhii hai so shaaKH-e-za.afaraa.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mahak rahe hai.n gul-e-zaKHm-e-aarzuu har pal
mirii hayaat ke sab rang zaafraan se hai.n
Raza Mauranvi
Ghazal
na mushk-buu hai na hai za.afraan kii KHushbuu
hariim-e-jaa.n me.n hai ik mehrbaan kii KHushbuu
Amatul Hai Wafa
Ghazal
tanhaa udaas kamre me.n baiThaa hu.aa thaa mai.n
ik lafz ne bikher diye mushk o za.afraan
Tanveer Samani
Ghazal
bahut hii phuulii hu.ii thii ye apnii ra.ngat par
jo dekhaa rang miraa za.afraan suukh ga.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
amiiro.n hii ke liye mat bahaa pasiine ko
ugaa to KHosha-e-gandum bhii za.afraan ke saath
Syed Shiban Qadri
Ghazal
har ek dil nahii.n ho saktaa dard ke qaabil
har ek khet me.n kab za.afraan hotii hai
Mujeeb Shehzar
Ghazal
ye terii zulfo.n ke nashshe me.n kaun khoyaa hai
ye zaa’fraan idhar ke kidhar bikharte hai.n
Bilal Sabir
Ghazal
dharaa ujlii shafaq me.n nuur thaa jis se
gagan par aaj kisht-e-za.afraa.n the ham
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
mujhe yaqiin hai ek roz mere aa.ngan me.n
bikher jaa.egii KHushbuu-e-za.afraan havaa
Imrana Mushtaq Mani
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
vo bosa teG kaa phir baar baar kyo.n letaa
agar lahuu me.n mire buu-e-za.afraan na thii
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
ba.Dhaa fikr me.n rang zardi-e-ruKH se
ye itr-e-gul-e-za.afraa.n khii.nchte hai.n