SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaafraan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaafraan"
Ghazal
Gazal kii shaaKH pe ik phuul khilne vaalaa hai
badan se aane lagii za.afraan kii KHushbuu
Bashir Badr
Hindi Ghazal
KHushbuu sii aa rahii hai idhar za.afraan kii
khi.Dkii khulii hai phir ko.ii un ke makaan kii
Gopaldas Neeraj
PAGE MATCHES FOR "zaafraan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zaafraan"
Ghazal
mahak rahe hai.n gul-e-zaKHm-e-aarzuu har pal
mirii hayaat ke sab rang zaafraan se hai.n
Raza Mauranvi
Nazm
holi
KHaalis kahii.n se taazii ik za.afraan ma.ngaa kar
mushk-o-gulaab me.n bhii mal kar use basaa kar
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
na mushk-buu hai na hai za.afraan kii KHushbuu
hariim-e-jaa.n me.n hai ik mehrbaan kii KHushbuu
Amatul Hai Wafa
Ghazal
tanhaa udaas kamre me.n baiThaa hu.aa thaa mai.n
ik lafz ne bikher diye mushk o za.afraan