SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaat-e-hubaab"
Ghazal MATCHES FOR "zaat-e-hubaab"
Ghazal
saaf dilo.n ke vaaste ta.ng hai arsa-e-hayaat
zaat-e-hubaab KHuub hai umr-e-hubaab kuchh nahii.n
Amn Lakhnavi
Ghazal
KHud-aagahii ne lahuu me.n Dubo diyaa mujh ko
shu.uur-e-zaat kii aisii milii sazaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
apne baare me.n to ham ne kabhii sochaa hii nahii.n
kyaa bataa.e.n ki Gam-e-zaat kise kahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
hasad kisii se na ranj-o-malaal rakhte hai.n
ham apnii zaat adiim-ul-misaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
shorish se chashm-e-tar kii zi-bas Garq-e-aab huu.n
din raat bahr-e-Gam me.n ba-ra.ng-e-hubaab huu.n
Waliullah Muhib
Ghazal
dil-e-girafta ke sab pech-o-taab khol ke dekh
havaa kaa zor muhiit-e-hubaab khol ke dekh
Javed Shaheen
Ghazal
uryaa.n na vo nahaayaa hammaam ho ki dariyaa
chashm-e-hubaab ne bhii us kaa badan na dekhaa
Shuoor Bilgrami
Ghazal
jaam-e-hubaab par dam-e-iisaa bhii sang hai
naazuk dilo.n pe halke suKHan hai.n giraaniyaa.n
Wali Uzlat
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ai hubaab us zindagii par sar uThaanaa hai 'abas
aa.nkh bhii khulne na paa.egii fanaa ho jaa.egaa
Fasahat Lucknowi
Ghazal
do Tuk.De ek vaar me.n KHuud-e-hubaab hai
girdaab-e-mauj teG ko sa.ng-e-fasaa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
darvaaza band rakhte hai.n misl-e-hubaab-e-bahr
qufl-e-duruu.n-KHaana hai.n apne makaa.n me.n ham