SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaat-e-insaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "zaat-e-insaa.n"
Ghazal
KHud-aagahii ne lahuu me.n Dubo diyaa mujh ko
shu.uur-e-zaat kii aisii milii sazaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
apne baare me.n to ham ne kabhii sochaa hii nahii.n
kyaa bataa.e.n ki Gam-e-zaat kise kahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
hasad kisii se na ranj-o-malaal rakhte hai.n
ham apnii zaat adiim-ul-misaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
aalam fanaa-paziir hai baaqii hai zaat-e-haq
laakho.n karo.Do.n hazrat-e-insaa.n guzar ga.e
Urooj Qadri
Ghazal
aavaargi-e-fikr kidhar le ke chalii hai
sar-manzil-e-aazaadi-e-insaa.n se guzar ke
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
Arif Nadwi
Ghazal
kaa.np uThtaa hai jigar sun ke jafaa ke qisse
KHatm afsaana-e-KHuu.n-rezii-e-insaa.n kar de
Azeez Mubarakpur
Ghazal
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
qasr-e-aazaadi-e-insaa.n hii sahii mai-KHaana
dar-e-mai-KHaana kii zanjiir ko kyaa kahte hai.n
Ravish Siddiqi
Ghazal
ik na.e insaan kaa insaa.n hai ab tak muntazir
jo saraapaa-dard-e-insaa.n ho vo insaa.n chaahiye
Ishrat Anwar
Ghazal
barham mizaaj-e-fitarat-e-insaa.n hai aaj kal
kis maKHmase me.n Gairat-e-yazdaa.n hai aaj kal
Wasif Dehlvi
Ghazal
KHudaa ke aage 'adam' zikr-e-azmat-e-insaa.n
Galat maqaam pe taqriir kar rahaa huu.n mai.n