SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaat-e-insaa.n"
Nazm MATCHES FOR "zaat-e-insaa.n"
Nazm
shahid-e-millat-o-watan!
gavaahii jaan de ke tuu ne dii hai haq kii zaat par
chale.nge qaafile tire nishaan-e-paa ko dekh kar
S. A. Rahman
Nazm
KHun-e-tamanna
sa.D chuke is ke anaasir haT chukaa soz-e-hayaat
ab tujhe fikr-e-ilaaj-e-dard-e-insaa.n hai to kyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
ishrat-e-tanhai
aa.nkh majbuur nahii.n hai mirii biinaa.ii se
mahram-e-dard-o-Gam-e-aalam-e-insaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ehsas-e-kaamran
azm-e-aazaadii-e-insaa.n ba-hazaaraa.n jabruut
ik na.e daur kaa aaGaaz kiyaa chaahtaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
malum karo
jis manzil par inkaar-e-daruun-e-zaat-e-alam
ehsaas-e-bad duur ho jaa.egaa
Farrukh Yar
Nazm
la-tahzanu
vo dekho chuum rahaa hai falak ko maah-e-tamaam
abhii bhii KHvaab hai.n daamaan-e-nau-e-insaa.n me.n
Rehman Faris
Nazm
mahatma gandhi
maqaam-e-azmat-e-insaa.n ko tuu ne faash kiyaa
jumuud-basta Gulaamii ko paash-paash kiyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
flodniDedan
raas be-mehrii-e-insaa.n tujhe kab aatii hai
ra.nj kii aa.nch se tuu suukh ke rah jaatii hai
Ilyas Ishqi
Nazm
gul-e-rangin
ye talaash-e-muttasil sham-e-jahaa.n-afroz hai
tausan-e-idraak-e-insaa.n ko KHiraam-aamoz hai
Allama Iqbal
Nazm
aarzu rahiba hai
be-karaa.n ijz kii jaa.n-soKHta viiraanii me.n
jis me.n ugte nahii.n dil-sozi-e-insaa.n ke gulaab
Noon Meem Rashid
Nazm
jamaliyat
jamaaliyaat badalte hai.n maah-o-saal ke saath
jamaaliyaat me.n taariiKH-e-fikr-e-insaa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
intizar
muzhda-e-amn-o-amaa.n sulh kaa paiGaam hai kyaa
jang-e-aazaadii-e-insaa.n kaa sar-anjaam hai kyaa
Fazlurrahman
Nazm
main wapas aaunga
aur talaash-e-'aa.n-KHudaa' aa.iina-haa-e-zindagii
aur zindagii Gaar-e-hiraa hai zaat-e-insaa.n kii
Shahram Sarmadi
Nazm
sawan
barq-o-baaraa.n to hai tasviir-e-hayaat-e-insaa.n
ha.ns ke rone kaa dikhaataa hai tamaashaa saavan
Suhail Kakorvi
Nazm
mohabbat
mohabbat hai 'ilaaj-e-zabt-e-insaa.n
mohabbat imtihaan-e-zabt-e-insaa.n