SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabuun"
Ghazal MATCHES FOR "zabuun"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ab jo rote hai.n mire haal-e-zabuu.n par 'aKHtar'
kal yahii the mujhe ha.ns ha.ns ke rulaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
vo rashk-e-Gazaalaa.n thaa magar daam me.n us ke
ham jaise ka.ii said-e-zabuu.n-haal ba.ndhe the
Ahmad Faraz
Ghazal
jahaa.n me.n haal miraa is qadar zabuun hu.aa
ki mujh ko dekh ke bismil ko bhii sukuun hu.aa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
haal-e-zabuun apnaa poshiida kuchh na thaa to
suntaa na thaa ki ye said be-jaan ho rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
use bhii kyuu.n na phir apne dil-e-zabuu.n kii tarah
KHaraab-e-kaakul o aavaara-e-adaa kahiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
vo ki auhaam o KHuraafaat ke hai.n said-e-zabuu.n
aaKHir is daam-e-Gulaamii se gurezaa.n ho.nge
Rais Amrohvi
Ghazal
dekh ai merii zabuu.n-haalii pe ha.nsne vaale
vaqt kii dhuup ne kis darja nikhaaraa mujh ko
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
mai.n to thaa said-e-zabuu.n said-gah-e-ishq ke beach
aap ko KHaak me.n bhii KHuub milaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Anwar Sadeed
Ghazal
shariik-e-bulbul-o-qumrii hai.n vo zabuu.n-fitrat
jo be-qaraar rahe sair-e-gulsitaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
dekh bedard zamaane kii zabuu.n-haalii dekh
ek shaana nahii.n miltaa hai jahaa.n rone ko
Seema Naqvi
Ghazal
aise bhii zabuu.n-haal ka.ii log hai.n 'kaashir'
be-ghar hai.n isii shahr me.n ghar hote hu.e bhii
Shozeb Kashir
Ghazal
ab farsh se taa-arsh zabuu.n-haal hai fitrat
ik ma.arka dar-pesh hai azm-e-basharii kaa