SEARCH RESULTS
Showing search results for "zalzale"
Ghazal MATCHES FOR "zalzale"
Ghazal
zalzale kii suurat me.n ishq vaar kartaa hai
sochne samajhne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sunaa hai zalzale aate hai.n ‘arsh par 'mohsin'
ki be-gunaah lahuu jab sinaa.n pe boltaa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
'navaaz' ham hii the jo raasta nahii.n badla
vo zalzale the ke dariyaa bhii rah se ha.Tne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
kuchh zalzale samo kar zanjiir kii khanak me.n
ik raqs-e-vaalehaana saudaa.ii chaahtaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
na jaane kab ko.ii karvaT hame.n jagaa Daale
zamii.n ke batn me.n KHvaabiida zalzale ham log
Khursheed Rizvi
Ghazal
ham kabhii shahr-e-mohabbat jo basaane lag jaa.e.n
kabhii tuufaan kabhii zalzale aane lag jaa.e.n
Bedil Haidri
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
jab bhii kartaa hai qabiila miraa hijrat 'razmii'
zalzale bhii mire hamraah chale aate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
vabaa.e.n qaht zalzale lapak rahe hai.n pai-ba-pai
ye kis kaa eqtidaar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
sukuu.n ke saa.e me.n shaayad use bhulaa baiThe
mudaam shahr ko ik zalzale me.n rakhtii hai
Khalid Yusuf
Ghazal
paamaal shoKHiyo.n me.n karo tum zamiin ko
Daaluu.n falak pe zalzale me.n iztiraab me.n