SEARCH RESULTS
Showing search results for "zambuur"
Ghazal MATCHES FOR "zambuur"
Ghazal
dekhaa ye naav-nosh ki niish-e-firaaq se
siina tamaam KHaana-e-zambuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai gudaaz-e-mom andaaz-e-chakiidan-haa-e-KHuu.n
niish-e-zambuur-e-asal hai nashtar-e-fassaad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qariib aa.e to har gul thaa KHaana-e-zambuur
'nadiim' duur ke manzar to pyaare pyaare the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
muuziyo.n ko haadso.n se dahr ke kyaa KHauf hai
baarish-e-baaraa.n se ghar girtaa nahii.n zambuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
aaj phirtaa ba-chaman darpai-e-gul-haa-e-chaman
gungunaataa hu.aa zambuur-e-bahaar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jo yuu.n Gam niish-zan har dam rahegaa
to phir dil KHaana-e-zambuur hogaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
lab par se bulaaq apnii dam-e-bosa uThaa do
andesha-e-zambuur-e-asal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
tere lab-e-shiirii.n kii sunaa jab sii.n hikaayat
kaashaana-e-zambuur hu.aa kaan hamaaraa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
vafaa kaa pyaar kaa paikar huu.n lekin
jo ho sayyaad to zambuur huu.n mai.n
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
rizq khaa kar Gair kii qismat kaa zambuur-e-asal
tuu ne dekhaa halq tak jaa kar Gizaa ulTii phirii
Nazm Tabatabai
Ghazal
aaho.n ke kuudko.n ne chhalnii kiyaa yahaa.n tak
saqf-e-falak ko chhattaa zambuur kaa banaayaa
Shad Lakhnavi
Ghazal
tumhe.n zaruur ko.ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.nkhe.n hamaarii kahaa.n se laa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
hu.ii hai hazrat-e-naaseh se guftuguu jis shab
vo shab zaruur sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mire junuu.n kaa natiija zaruur niklegaa
isii siyaah samundar se nuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
kyaa mil gayaa zamiir-e-hunar bech kar mujhe
itnaa ki sirf kaam chalaataa rahaa huu.n mai.n