SEARCH RESULTS
Showing search results for "zangaar"
Ghazal MATCHES FOR "zangaar"
Ghazal
kyaa bad-gumaa.n hai mujh se ki aa.iine me.n mire
tuutii kaa aks samjhe hai za.ngaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ai rang us me.n suud hai teraa ziyaa.n nahii.n
KHushbuu u.Daa ke le ga.ii zangaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa daur hai ki marham-e-za.ngaar kii jagah
ab chaara-gar sharaab chhi.Dakte hai.n ghaav par
Ehsan Danish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaahiye darmaan-e-riish-e-dil bhii teG-e-yaar se
maram-e-za.ngaar hai vo vasma-e-abruu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
us aa.ine ke maanind za.ngaar jis ko khaave
kaam apnaa us ke Gam me.n diidaar tak na pahu.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
haa.e mohtaaj hu.aa marham-e-za.ngaar kaa tuu
zaKHm-e-dil zahr mujhe ha.nsnaa tiraa lagtaa hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye bahaaraa.n ye shabaab sabza-e-nau-ras na puuchh
baaG kyaa hai ma.adin-e-za.ngaar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
phir KHvaab-e-KHirad-KHvaar se bedaar hu.e to
har zehn pe za.ngaar thaa har chashm giro thii
Akhtar Usman
Ghazal
na ko.ii 'aks na za.ngaar rahaa mere liye
ruuh ke shiishe ko shaffaaf banaane vaale
Asra Rizvi
Ghazal
iltiyaam-e-zaKHm-e-dil ke haq me.n gar kiije nigaah
sabza-e-KHat marham-e-za.ngaar dono.n ek hai.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
dekhuu.n to aa.iine kaa za.ngaar sulagtaa hai
band karuu.n to aa.nkho.n ke a.ngaare jaate hai.n
Faisal Azeem
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
raushan vo dil pe mere dil-aazaar se hu.aa
ik ma.arka jo hairat o za.ngaar se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
mujh dil-figaar ko na rahii tum se kuchh umiid
ye KHatt-e-sabz marham-e-za.ngaar ho chukaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
chaaragar suuda-e-almaas chhi.Dak mushk ke saath
dil ke zaKHmo.n pe na rakh marham-e-za.ngaar faqat
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
faqat kaaGaz pe likhaa baar-e-aziiyat utraa
jab Gazal kah lii to za.ngaar-e-tabii.at utraa
Mohsin Ehsan
Ghazal
za.ngaar kiyaa jaataa hai aa.iina-e-taKHliiq
aur naqsh chale jaate hai.n bekaar hamaare