SEARCH RESULTS
Showing search results for "zangaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zangaar"
Ghazal
kyaa bad-gumaa.n hai mujh se ki aa.iine me.n mire
tuutii kaa aks samjhe hai za.ngaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ai rang us me.n suud hai teraa ziyaa.n nahii.n
KHushbuu u.Daa ke le ga.ii zangaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa daur hai ki marham-e-za.ngaar kii jagah
ab chaara-gar sharaab chhi.Dakte hai.n ghaav par
Ehsan Danish
Ghazal
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "zangaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zangaar"
Ghazal
us aa.ine ke maanind za.ngaar jis ko khaave
kaam apnaa us ke Gam me.n diidaar tak na pahu.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
haa.e mohtaaj hu.aa marham-e-za.ngaar kaa tuu
zaKHm-e-dil zahr mujhe ha.nsnaa tiraa lagtaa hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye bahaaraa.n ye shabaab sabza-e-nau-ras na puuchh
baaG kyaa hai ma.adin-e-za.ngaar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
phir KHvaab-e-KHirad-KHvaar se bedaar hu.e to
har zehn pe za.ngaar thaa har chashm giro thii
Akhtar Usman
Ghazal
na ko.ii 'aks na za.ngaar rahaa mere liye
ruuh ke shiishe ko shaffaaf banaane vaale
Asra Rizvi
Ghazal
iltiyaam-e-zaKHm-e-dil ke haq me.n gar kiije nigaah
sabza-e-KHat marham-e-za.ngaar dono.n ek hai.n