SEARCH RESULTS
Showing search results for "zar-e-gul"
Ghazal MATCHES FOR "zar-e-gul"
Ghazal
ai fikr-e-suKHan kyo.n zar-e-gul KHaak se le aa.uu.n
mazmuun agar kam ho.n to aflaak se le aa.uu.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
kyaa chaman chho.Daa palaT kar nahii.n dekhaa us ko
ra.ng-e-gul buu-e-saman baad-e-sabaa bhuul ga.e
Sarwar Alam Zar
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
paate hai.n naqd-e-zar-e-gul be-hisaab
baaG-e-aalam us kaa daulat-KHaana hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Sameena Gul
Ghazal
umr lekin raa.egaa.n kii us ke jamaa o KHarch me.n
thaa hamesha zehn chiize-zar se uktaayaa hu.aa
Ejaz Gul
Ghazal
is naKHl-e-dostaa.n pe gul hai.n khile hu.e jo
KHushbuu-e-gulsitaa.n kii sachchaa.ii chaahtaa hai
Sameena Gul
Ghazal
gul kii aa.nkho.n me.n machaltii hu.ii yaade.n us kii
rang-o-aahang se badaltaa hu.aa shiisha dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
gul kii aa.nkho.n me.n machaltii hu.ii yaade.n us kii
rang-o-aahang se badaltaa hu.aa shiisha dekhaa
Sameena Gul
Ghazal
libaas-e-zar-o-gul kii haajat nahii.n hai
tujhe ai KHudaa ke sa.nvaare piyaare
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
mere dam tak to zar-e-gul kii bhii qiimat na uThii
KHaak ke mol ga.ii arz-e-chaman mere ba.ad
Khwaja Shauq
Ghazal
kuchh na ban aa.egii jab luuT machaaegii KHizaa.n
Guncha har chand girah kas ke zar-e-gul baa.ndhe
Ismail Merathi
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
zar-e-gul ban gayaa naala hamaaraa
chaman me.n bhii hamii.n aatish-fishaa.n the