SEARCH RESULTS
Showing search results for "zariiya"
Ghazal MATCHES FOR "zariiya"
Ghazal
nahii.n zariiya-e-raahat jaraahat-e-paikaa.n
vo zaKHm-e-teG hai jis ko ki dil-kushaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
umiid-e-chashm-e-muravvat kahaa.n rahii baaqii
zariiya baato.n kaa jab sirf telephone hu.aa
Akbar Allahabadi
Ghazal
vafaa zariiya-e-iz.haar-e-Gam sahii 'naasir'
ye kaarobaar ko.ii kaarobaar bhii to nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
kuchh aur jab rahaa na zariya ma.aash kaa
kaa.ndho.n pe baar-e-ishq uThaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
furqat me.n us kii roz hii hotii thii ik Gazal
ab shaa.irii zariiya-e-raahat nahii.n rahii
Shaziya Akbar
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
KHud-numaa.ii kaa zariiya huu.n mirii qadr karo
aa.ina huu.n mujhe chehro.n kii amaanat samjho
Aziz Qadri
Ghazal
kyuu.nkar mai.n is ko dushman-e-hastii qaraar duu.n
paataa huu.n mudda.aa kaa zariiya qazaa ko mai.n
Ratan Pandorwi
Ghazal
vahii to ik zariiya-e-najaat mere paas thaa
magar mire zamiir kaa savaab ko.ii le gayaa
Hameed Almas
Ghazal
Muneer Bhopali
Ghazal
ye zaKHm riste hai.n mere qalam zariiya hai
gumaan KHuun kaa honaa hii hai siyaahii pe
Navin Joshi
Ghazal
diivaar-o-dar pe kaisii musallat hai KHaamushii
naira.ngii-e-zariiya-e-iz.haar dekhnaa
Raees Warsi
Ghazal
behtar hai bhuul jaa.uu.n mai.n us kii muKHaalifat
us se najaat kaa ko.ii zariiya to hai nahii.n
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
Muneer Bhopali
Ghazal
jo zariiya thaa shikam-serii-e-insaa.n kaa sadaa
peT par baa.ndhe hai patthar nahii.n dekhaa jaataa
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
tafriid KHud zariiya-e-jaah-o-jalaal hai
mai.n teraa ho ke saahab-e-tauqiir ho gayaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
ho jo bhii KHud-shanaasii kaa zariiya
magar 'abbaad' aa.iina nahii.n hai