SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-ilm"
Ghazal MATCHES FOR "zauq-e-ilm"
Ghazal
na zauq-e-ilm hai ham me.n na iktisaab yahaa.n
vaqaar khoyaa hai kitnaa nahii.n hisaab yahaa.n
Riyaz Anwar
Ghazal
pahu.nche.nge rahguzar-e-yaar talak kyuu.n kar ham
pahle jab tak na do aalam se guzar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jaate havaa-e-shauq me.n hai.n is chaman se 'zauq'
apnii balaa se baad-e-sabaa ab kabhii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aalam-e-husn KHudaa.ii hai buto.n kii ai 'zauq'
chal ke but-KHaane me.n baiTho ki KHudaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ai dil hujuum-e-dard-o-alam se na ta.ng ho
KHaana-KHaraab KHush ho ki aabaad ghar to hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
taa-saaf kare dil na mai-e-saaf se suufii
kuchh suud-o-safaa ilm-e-tasavvuf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
qiimat me.n jins-e-dil kii maa.ngaa jo 'zauq' bosa
kyaa kyaa na us ne ham ko khoTii-kharii sunaa.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai mauj-e-bahr-e-ishq vo tuufaa.n ki al-hafiiz
bechaara musht-e-KHaak thaa insaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aavaargii se kuu-e-mohabbat kii haath uThaa
ai 'zauq' ye uThaa na sakegaa khakhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai qat.a rah-e-ishq me.n ai 'zauq' adab shart
juu.n sham.a tuu ab sar hii ke bal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
the tumhii.n nikle jo us daam-e-balaa se ai 'zauq'
varna the pech me.n us zulf ke aa.e to sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
bajaa kahe jise aalam use bajaa samjho
zabaan-e-KHalq ko naqqaara-e-KHudaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
suraaG umr-e-guzishta kaa kiijiye gar 'zauq'
tamaam umr guzar jaa.e justujuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai aur ilm o adab maktab-e-mohabbat me.n
ki hai vahaa.n kaa moallim judaa adiib judaa