SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-ilm"
Nazm MATCHES FOR "zauq-e-ilm"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
chaar fitne
sher kaa shauq bhii ilm kaa zauq bhii
aur gale me.n aligarh kaa hai tauq bhii
Aale Ahmad Suroor
Nazm
nala-e-firaq
tuu kahaa.n hai ai kaliim-e-zarra-e-siinaa-e-ilm!
thii tirii mauj-e-nafas baad-e-nashaat-afzaa-e-ilm
Allama Iqbal
Nazm
pir-e-mughan-e-urdu
kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ilm
kis ke sar jaa.egaa ab baar-e-giraan-e-urdu
Masud Husain Khan
Nazm
wo harf-e-tanha
hame.n mu.arraa ke KHvaab de do
(ki sab ko baKHshe.n ba-qadr-e-zauq-e-nigah tabassum)
Noon Meem Rashid
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na zauq-e-jaam-o-mai-kada na but-kade kii aarzuu
na tauf kuu-e-yaar kaa na hasrate.n na justujuu
Qaisar Amravatwi
Nazm
zamin ka bojh
magar kuchh log 'anjum' is jahaa.n me.n
jinhe.n zauq-e-jahaa.n-biinii milii thii
Anjum Usman
Nazm
naya husn
kitnii ra.ngii.n hai fazaa kitnii hasii.n hai duniyaa
kitnaa sarshaar hai zauq-e-chaman-aaraa.ii aaj
Kaifi Azmi
Nazm
hikayat-e-gurezan
mai.n ki KHud saare aalam ke dard-o-alam kii amii.n
apne zaKHmo.n ke aatish-navaa.ii pe KHandaa.n
Zahida Zaidi
Nazm
dua
ba.Daa suruur sahii tujh se ham-kalaamii me.n
bas ek baar magar zauq-e-KHud-kalaamii de