SEARCH RESULTS
Showing search results for "ze-rah"
Ghazal MATCHES FOR "ze-rah"
Ghazal
jii chalaa tan se mire jald ze-raah-e-ashfaaq
ghar se do chaar qadam aise me.n chal kar aanaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
sar-e-niyaaz jhukaa hai ze-raah-e-zauq-e-sujuud
tire karam kii qasam ko.ii mudda.aa to nahii.n
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
hamaare hisse kii mai kaam aa.e pyaaso.n ke
ze-raah-e-KHair gunaah-e-shikast-e-jaam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye ra.ng-o-nik.hat-o-tarkiib-o-lafz KHiira-sarii
ze-raah-e-diida ba-dil-mauj-e-KHuu.n-ravaa.n bhii ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Fakhruddin Khan Mahir
Ghazal
bazm-e-qadah se aish-e-tamannaa na rakh ki ra.ng
said-e-ze-daam-e-jasta hai us daam-gaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
duniyaa me.n ko.ii dil kaa KHariidaar na paayaa
sab dekhe dil-aazaar hii dildaar na paayaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
chhupaa rahaa huu.n zamaane se dil ke zaKHmo.n ko
ki teraa naam na ho jaa.e zeb-e-afsaana
Raaz Muradabadi
Ghazal
Zeb Bareilwi
Ghazal
u.D rahaa hai 'zeb' kii tahriir ke aaha.ng me.n
ye parinda hazrat-e-iqbaal kaa shaahiin hai
Aurang zeb
Ghazal
raat-bhar is shahr me.n vo saanehe hote hai.n 'zeb'
dil dahal uThtaa hai meraa sub.h ke aKHbaar se
Aurang zeb
Ghazal
raat-din ulTaa laTak kar zaat ke kuu.e.n me.n 'zeb'
soch kii naa-puKHtagii ko mashq se kaamil kiyaa
Aurang zeb
Ghazal
jo bhii kahte ho utar jaataa hai mere dil me.n 'zeb'
aisii laffaazii bataa.o to kahaa.n rah kar malii
Aurang zeb
Ghazal
parkaar chal rahii hai kahii.n gahrii nii.nd me.n
ai 'zeb' meraa haashiya-bii.n mahv-e-KHvaab hai