SEARCH RESULTS
Showing search results for "zehn-e-mohkam"
Ghazal MATCHES FOR "zehn-e-mohkam"
Ghazal
bikhraa.e zulf sotii hai.n jis jaa udaasiyaa.n
'mohkam' usii makaan-e-alam kaa makii.n huu.n mai.n
Mohkam Abbas
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
ajab shai hai 'fazaa' zehn o nazar kii ye asiirii bhii
musalsal dekhte rahnaa baraabar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hamaare ahd kaa har zehn to nahii.n jaamid
kisii dariicha-e-ehsaas se guzar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'shaan' be-samt na kar de tumhe.n sahraa-e-hayaat
zehn me.n un ke nuquush-e-kaf-e-paa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
gulzaar-e-rivaayat se zaraa zehn ko mo.Do
jiddat ke bayaabaan me.n ashjaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
mataa-e-azm-e-mohkam hii kaa is ko mo.ajiza kahiye
ki manzil ban ga.ii KHud rahguzar aahista aahista
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
roz-o-shab apne guzar jaanaa dayaar-e-Gair me.n
daastaan-e-azm-e-mohkam ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Chandrabhan Khayal
Ghazal
farsh par arsh kii azmat kii daliil-e-mohkam
KHalq par rahmat-e-KHaaliq kii sabiil-e-mohkam
Jaleel 'Aali'
Ghazal
azm-e-mohkam nahii.n to kuchh bhii nahii.n
aap chaahe.n to kyaa nahii.n hotaa
Jameel Ahmad Raaz
Ghazal
husn ziinat hai ahd-e-mub.ham kii
ishq hurmat hai naqsh-e-mohkam kii
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
vo de azm-e-mohkam mujhe dene vaale
pukaar uTThe mushkil ki mushkil nahii.n huu.n