SEARCH RESULTS
Showing search results for "zer-e-saaya"
Ghazal MATCHES FOR "zer-e-saaya"
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya KHaraabaat chaahiye
bhau.n paas aa.nkh qibla-e-haajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Akhlaque Bandvi
Ghazal
manzil ka.Dii thii pesh-e-nazar aur ham-safar
KHush the ki zer-e-saaya-e-diivaar-e-yaar the
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
vo zer-e-saaya-e-altaaf-e-baaGbaan me.n thaa
jo aashiyaana zad-e-barq-e-be-amaan me.n thaa
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya baiThe to thak-thakaa kar
bolaa har ik minaara tujh se hazaar guzre
Meena Kumari Naz
Ghazal
har taraf taptii hu.ii dhuup mire saath ga.ii
zer-e-saaya kisii diivaar ne sone na diyaa
Karrar Noori
Ghazal
hai.n zer-e-saaya us ke hazaaro.n gadaa-o-shaah
bairaq ise na keh ye alam hai faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bosiidgii ke KHauf se sab uTh ke chal diye
phir bhii ye zer-e-saaya-e-diivaar kaun hai
Saleem Kausar
Ghazal
Azad Ansari
Ghazal
maqaam-e-khusravii-o-bazm-e-jam kaa zikr hii kyaa
ki zer-e-saaya-e-diivaar-e-yaar ham bhii hai.n
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
baruu-e-chashm ridaa-e-hijaab taan lii jaa.e
vo zer-e-saaya-e-gul pairahan badaltaa hai