SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziishaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "ziishaa.n"
Ghazal
kis qadar mahduud kar detaa hai Gam insaan ko
KHatm kar detaa hai har ummiid har imkaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
kisii kii den hai lekin mirii zaruurat hai
junuu.n kamaal nahii.n hai kamaal-e-vahshat hai
Zeeshan Sahil
Ghazal
yaad karne ke zamaane se bahut aage hai.n
aaj ham apne Thikaane se bahut aage hai.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
qaidii huu.n mai.n tiraa ba-KHudaa-vandii-e-KHudaa
aur us aziiz-e-misr ke zindaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jo mere bas me.n hai us se ziyaada kyaa karnaa
safar to karnaa hai us kaa iraada kyaa karnaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
'ziishaan' tum ne dil ko sanam-KHaana kar liyaa
ab kyaa karoge suu-e-haram sar jhukaa ke tum
Zeeshan Niyazi
Ghazal
Gubaar dil se nikaalaa nazar ko saaf kiyaa
phir us ke baa'd mohabbat kaa e'tiraaf kiyaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
Zeeshan Sahil
Ghazal
yuu.n bolii thii chi.Diyaa KHaalii kamre me.n
jaise ko.ii nahii.n thaa KHaalii kamre me.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
hamaarii aarzuu 'ziishaan' puurii hii nahii.n hotii
hamaaraa mas.ala aKHbaar se aage nahii.n ba.Dhtaa
Zeeshan Mehdi
Ghazal
phuulo.n kii anjuman me.n bahut der tak rahaa
ko.ii mire chaman me.n bahut der tak rahaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
kisii baazaar me.n saudaa nahii.n hone dete
vo hame.n aur kisii kaa nahii.n hone dete
Zeeshan Niyazi
Ghazal
kab raat guzartii hai kab din nikal aataa hai
kuchh hosh nahii.n rahtaa 'ziishaan' javaanii me.n
Zeeshan Niyazi
Ghazal
ko.ii qusuur nahii.n merii KHush-gumaanii kaa
asar hai ye tirii aa.nkho.n kii be-zabaanii kaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
mai.n us kii anjuman me.n akelaa nahii.n gayaa
jo mai.n gayaa to phir ko.ii tanhaa nahii.n gayaa