SEARCH RESULTS
Showing search results for "zo.af-e-iqraar"
Ghazal MATCHES FOR "zo.af-e-iqraar"
Ghazal
KHushii se paalte hai.n apnii aastiin me.n saa.np
KHushaa ki hazrat-e-'iqraar' baa-kamaal hu.e
iqraar mustafa
Ghazal
tujhe KHabar nahii.n tere libaas me.n 'iqraar'
Guruur-e-zaat kaa paivand bhii lagaa hu.aa thaa
iqraar mustafa
Ghazal
KHudaa hai ek ye 'iqraar' hai so ai duniyaa
KHudaa ko ham nahii.n kahte kisii KHudaa kii tarah
iqraar mustafa
Ghazal
yuu.n chashm-e-iltifaat se kar mujh ko faizyaab
sab puuchhte phire.n ki ye 'iqraar' kaun hai
iqraar mustafa
Ghazal
ilaahii dil vo de jo mahram-e-asraar ho jaa.e
kahii.n aisaa na ho jiinaa miraa be-kaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
sunte sunte vaa.izo.n se hajv-e-mai
zo.af saa kuchh aa gayaa iimaan me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ik hijaab-e-tah-e-iqraar hai maane varna
gul ko maaluum hai kyaa dast-e-sabaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
Thokare.n lagne lagii.n zo.af-e-basaarat ke sabab
dekhiye zo.af-e-samaa.at bhii dikhaa.e kyaa kyaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
ise zo.af-e-basiirat use zo.af-e-basaarat hai
hamaare diida-var saare ke saare ek jaise hai.n
Sarfaraz Shahid
Ghazal
ilaaj-e-zo.af-e-basar nuur-e-mai hai masto.n ko
hamaarii aa.ankho.n kii chashma banegii juu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vo har ik vaa'de se inkaar ba-tarz-e-iqraar
vo har ik baat pe haa.n lfaz-e-magar se pahle
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye jhurriyaa.n nahii.n haatho.n pe zo.af-e-piirii ne
chunaa hai jaama-e-aslii kii aastiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
zo.af-e-piirii se banaa naqsh-e-qadam
mai.n vahii.n kaa hu.aa jis jaa baiThaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
zo.af-e-piirii kaa sabab hai tuul-e-umr
duur manzil thii musaafir thak gayaa