SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulf-e-pareshaan"
Ghazal MATCHES FOR "zulf-e-pareshaan"
Ghazal
kar diyaa zulf-e-pareshaa.n saa pareshaa.n mujh ko
dasht me.n chho.D gayaa hai dil-e-naadaa.n mujh ko
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
tum ne jab zulf-e-pareshaa.n ko sa.nvaaraa hogaa
sadqa-e-husn ghaTaa.o.n ne utaaraa hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
Dartaa huu.n kahii.n taab nazaakat se na khaave
muu-e-kamar us zulf-e-pareshaa.n se ulajh kar
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
dil KHush na hu.aa zulf-e-pareshaa.n se nikal kar
pachhtaa.e ham is shaam-e-Gariibaa.n se nikal kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
chhuu ke kyaa zulf-e-pareshaa.n ko sabaa aa.ii hai
aaj diivaane ne jiine kii qasam khaa.ii hai
Iqbal Umar
Ghazal
kis ko saudaa tiraa a zulf-e-pareshaa.n hogaa
kaun paaband-e-balaa-e-shab-e-hijraa.n hogaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
ye ruKH-e-yaar nahii.n zulf-e-pareshaa.n ke tale
hai nihaa.n sub.h-e-vatan shaam-e-Gariibaa.n ke tale
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
jo apne faraa.ez se nipaTne me.n ulajh jaa.e
ham log use zulf-e-pareshaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
Akhtar Wajidi
Ghazal
ho ga.e daad-talab aur balaa.o.n me.n asiir
hashr ik silsila-e-zulf-e-pareshaa.n niklaa
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
qaid-e-gesuu se rihaa.ii kaa nahii.n hai imkaa.n
KHushbuu-e-zulf-e-pareshaa.n nahii.n jiine detii
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
shabiih-e-zulf-e-pareshaa.n jo ham banaane lage
ruke hai.n uljhe hai.n big.De hai.n yaar baiThe hai.n
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
Mirza Ali Lutf
Ghazal
vufuur-e-shauq me.n laila-e-shab ke chehre se
naqaab-e-zulf-e-pareshaa.n uThaa rahaa hai charaaG
Mushtaq Ajiz
Ghazal
nik.hat-e-zulf-e-pareshaa.n daastaan-e-shaam-e-Gam
sub.h hone tak isii andaaz kii baate.n karo