SEARCH RESULTS
Showing search results for "zumra"
Ghazal MATCHES FOR "zumra"
Ghazal
ham zumra-e-raqiib me.n mil kar vahaa.n ga.e
jab shauq rahnumaa ho ko.ii paasbaa.n nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
chup rah sake jo aadmii chup ke maqaam par
ye KHaamushii ho zumra-e-fauq-ul-bayaan me.n
Rahman Hafeez
Ghazal
kuucha-e-yaar me.n jaanaa hii Gazab thaa 'raunaq'
ki hu.ii zumra-e-a.adaa me.n qayaamat paidaa
Raunaq Tonkvi
Ghazal
KHud ko masruuf kiye rakhne kii koshish karnaa
kyaa tirii yaad ke zumre me.n nahii.n aataa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
nekiyo.n ke zumre me.n bhii ye kaam kar jaa.o
muskuraa ke tho.Daa saa mere zaKHm bhar jaa.o
Unknown
Ghazal
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
Saif Irfan
Ghazal
jinhe.n rakkhaa na lagaavaT ke bhii zumre me.n kabhii
rafta rafta unhii.n baato.n se bahalte jaa.e.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
kal gine jaa.e.nge zumre me.n sitam-raano.n ke
KHair maa.nge.nge agar aaj sitam-raano.n kii
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
Gairat-e-zuhra-vshaa.n rashk-e-qamar hai.n ki nahii.n
aa.o in KHaak ke zarro.n ko uThaa kar dekhe.n
Raza Jaunpuri
Ghazal
mahfil me.n mujhe aap kahaa us gul-e-tar ne
ab aap hai kis zumre kaa ye dard-e-sarii hai