SEARCH RESULTS
Showing search results for "'tabassum'"
Nazm MATCHES FOR "'tabassum'"
Nazm
jawab-e-shikwa
ho na ye phuul to bulbul kaa tarannum bhii na ho
chaman-e-dahr me.n kaliyo.n kaa tabassum bhii na ho
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
tuu ne KHud apne tabassum se jagaayaa hai jinhe.n
un tamannaa.o.n kaa iz.haar karuu.n yaa na karuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiras
tere ho.nTo.n pe tabassum kii vo halkii sii lakiir
mere taKH.iil me.n rah rah ke jhalak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
vo shoKHiyaa.n vo tabassum vo qahqahe na rahe
har ek chiiz ko hasrat se dekhtii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
ho.nTo.n pe magar vahii tabassum!
chehre pe likhii hu.ii udaasii
Parveen Shakir
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
taa.ngo.n par barq-e-tabassum hai
baato.n kaa miiThaa tarannum hai
Meeraji
Nazm
intizar
kisii aavaaz ke sabze me.n lahak jaisii tum
kisii KHaamosh tabassum me.n chamak jaisii tum
Nida Fazli
Nazm
kisan
KHuun hai jis kii javaanii kaa bahaar-e-rozgaar
jis ke ashko.n par faraaGat ke tabassum kaa madaar
Josh Malihabadi
Nazm
aaj ki raat
vo tabassum hii tabassum kaa jamaal-e-paiham
vo mohabbat hii mohabbat kii nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
andeshe
be-mahal chhe.D pe jazbaat ubal aa.e ho.nge
Gam pashemaan-e-tabassum me.n Dhal aa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa
Josh Malihabadi
Nazm
ek taswir-e-rang
ho.nT ha.nste ho.n dikhaave ke tabassum ke liye
dil Gam-e-ziist se bojhal rahe aazurda rahe