SEARCH RESULTS
Showing search results for ",NhRe"
Nazm MATCHES FOR ",nhre"
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
aaise sho.ale ki bujhaa.o to bujhaa.e na bane
aaise na.are ki dabaa.o to dabaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq ke mizraab se naGma-e-taar-e-hayaat
ishq se nuur-e-hayaat ishq se naar-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
nuur-e-fitrat zulmat-e-paikar kaa zindaanii nahii.n
ta.ng aisaa halqa-e-afkaar-e-insaanii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
nanak
but-kada phir baad muddat ke magar raushan hu.aa
nuur-e-ibraahiim se aazar kaa ghar raushan hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
mai.n sail-e-nuur-e-andruu.n se dhul gayaa!
mire daro.n kii KHalq yuu.n galii galii nikal pa.Dii
Noon Meem Rashid
Nazm
ramaen ka ek sin
kyaa jaane kis KHayaal me.n gum thii vo be-gunaah
nuur-e-nazar ye diida-e-hasrat se kii nigaah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
jalva-e-qudrat kaa shaahid husn-e-fitrat kaa gavaah
maah kaa dil mehr-e-aalam-taab kaa nuur-e-nigaah
Josh Malihabadi
Nazm
madam
nuur-e-sarmaaya se hai ruu-e-tamaddun kii jilaa
ham jahaa.n hai.n vahaa.n tahziib nahii.n pal saktii
Sahir Ludhianvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
lau se jo zamhariir kaa daaman bhare vo aag
had hai jo naam naar-e-saqar par dhare vo aag
Josh Malihabadi
Nazm
KHak-e-hind
tere jabii.n se nuur-e-husn-e-azal ayaa.n hai
allaah-re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-izz-o-shaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hum log
dil ke aivaa.n me.n liye gul-shuda sham.o.n kii qataar
nuur-e-KHurshiid se sahme hu.e uktaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kabhii mai.n zauq-e-takallum me.n tuur par pahu.nchaa
chhupaayaa nuur-e-azl zer-e-aastii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
chand taron ka ban
KHuun-e-nuur-e-sahar pii ga.e
raat kii talchhate.n hai.n a.ndheraa bhii hai