SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Rtxe"
Nazm MATCHES FOR ",rtxe"
Nazm
dusra ban-bas
raqs-e-diivaangii aa.ngan me.n jo dekhaa hogaa
chhe december ko shrii raam ne sochaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
jugnu
ye shaaKH-saar ke jhuulo.n me.n pe.ng pa.Dte hu.e
ye laakho.n pattiyo.n kaa naachnaa ye raqs-e-nabaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar(3)
vo phir se ek kul bane (kisii navaa-e-saaz-gaar kii tarah)
vo phir se ek raqs-e-be-zamaa.n bane
Noon Meem Rashid
Nazm
taj-mahal
diidanii qasr nahii.n diidanii taqsiim hai ye
ruu-e-hastii pe dhu.aa.n qabr pe raqs-e-anvaar
Kaifi Azmi
Nazm
taKHliq
raqs-e-miinaa se uThe naGma-e-raqs-e-bismil
saaz KHud apne muGannii ko gunahgaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
nasiib-e-sohbat-e-yaaraa.n nahii.n to kyaa kiije
ye raqs-e-saaya-e-sarv-o-chinaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ishq apne mujrmon ko pa-ba-jaulan le chala
guluu me.n kabhii tauq kaa vaahima
kabhii paa.nv me.n raqs-e-zanjiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muddat ke baad
ab raqs-e-gard-baad kii suurat hai zindagii
ye vaqt kaa azaab kahaa.n tak ko.ii sahe
Himayat Ali Shayar
Nazm
safar nama
saaqiyaa! raqs ko.ii raqs-e-sabaa kii suurat
mutribaa! ko.ii Gazal ra.ng-e-hinaa kii suurat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
paigham eid
raqs-e-paimaana liye gardish-e-ayyaam hai aaj
baada-e-kaif se labrez har ik jaam hai aaj
Hafeez Banarasi
Nazm
watan-ashob
raqs-e-tarab kidhar gayaa naGma-taraaz kyaa hu.e
Gamza-o-naaz kyaa hu.e ishva o fan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
le chal ai ishq
ye gulistaa.n ye lab-e-juu ye parindo.n ke hujuum
phuul par TuuT ke bhau.nro.n kaa ye raqs-e-ma.asuum