SEARCH RESULTS
Showing search results for ",khsM"
Nazm MATCHES FOR ",khsm"
Nazm
shikwa
ajamii KHum hai to kyaa mai to hijaazii hai mirii
naGma hindii hai to kyaa lai to hijaazii hai mirii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e
Allama Iqbal
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
KHizr-e-rah
KHaam hai jab tak tuu hai miTTii kaa ik ambaar tuu
puKHta ho jaa.e tuu hai shamsher-e-be-zinhaar tuu
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii mastii se hai paikar-e-gil taabnaak
ishq hai sahbaa-e-KHaam ishq hai kaas-ul-karaam
Allama Iqbal
Nazm
KHwab jo bikhar gae
vo shauq-e-saada-lauh kii hasiin KHaam-kaariyaa.n
na.ii sahar ke KHaal-o-KHad, nigaah me.n base hu.e
Amir Usmani
Nazm
teri aawaz
vahii Dhalkaa hu.aa aa.nchal vahii raftaar kaa KHam
vahii rah rah ke lachaktaa hu.aa naazuk paikar
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindan ki ek sham
shaam ke pech-o-KHam sitaaro.n se
ziina ziina utar rahii hai raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aam-nama
aisaa zaruur ho ki unhe.n rakh ke khaa sakuu.n
puKHta agarche biis to das KHaam bhejiye
Akbar Allahabadi
Nazm
zohd aur rindi
KHam hai sar-e-tasliim miraa aap ke aage
piirii hai tavaazo ke sabab merii javaanii
Allama Iqbal
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
hamaarii KHush-numaa.ii par ko.ii harf
aur kashiida-qaamtii me.n KHam nahii.n aayaa
Ahmad Faraz
Nazm
ramaen ka ek sin
insaan us kii raah me.n saabit-qadam rahe
gardan vahii hai amr-e-razaa me.n jo KHam rahe