SEARCH RESULTS
Showing search results for "آزادی"
Nazm MATCHES FOR "آزادی"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
aur aabaadii me.n tuu zanjiirii-e-kisht-o-naKHiil
puKHta-tar hai gardish-e-paiham se jaam-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
taswir-e-dard
davaa har dukh kii hai majruuh-e-teG-e-aarzuu rahnaa
ilaaj-e-zaKHm hai aazaad-e-ehsaan-e-rafuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
ek darKHwast
kyuu.n bhii kahnaa jurm hai kaise bhii kahnaa jurm hai
saa.ns lene kii to aazaadii mayassar hai magar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jugnu
jo kuchh na hogii to hogii qariib chhiyaanve saal
chhi.Dii thii hind me.n jab pahlii ja.ng-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
charaaG ban ke zamaane ko raushnii dii hai
jilaa-vatan hu.e aazaadii-e-vatan ke liye
Jan Nisar Akhtar
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wirsa
jo tire haath tire tan se judaa kar Daale.n
KHvaab-e-aazaadii insaa.n kii ye ta.abiir nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kali diwar
Ho-chi-minh ke des me.n ham ne kyaa kyaa sitam na Dhaa.e
us ke jiyaale to aazaadii kaa suuraj le aa.e
Ahmad Faraz
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
desh aazaadii kaa kab hind me.n saal aataa hai
qaum apnii pe to rah rah ke malaal aataa hai