SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارتعاش"
Nazm MATCHES FOR "ارتعاش"
Nazm
ek sham
ruuh uljhii jaa rahii hai kyaa karuu.n
chaar jaanib irti.aash-e-ra.ng-o-nuur
Sahir Ludhianvi
Nazm
sadgi
mai.n ne alfaaz ke parde me.n mohabbat Dhuu.nDii
irti.aash-e-lab-e-gul-guu.n kii sadaa sun na sakaa
Qaisarul Jafri
Nazm
wo jis ka intizar tha
ki shaaKH-e-gul kaa saaya-e-KHafiif thaa
ki mauj-e-aab par kiran kaa irti.aash thaa
Zahida Zaidi
Nazm
shikast
ye iztiraab ki andar kaa dil dha.Daktaa hai
ye irti.aash ki kohsaar thartharaa.e hu.e
Akhtar Payami
Nazm
sang-e-jaan
ki mauj-e-aab par kiran kaa irti.aash thaa
jo ek pal me.n saamne se yuu.n guzar gayaa
Zahida Zaidi
Nazm
mera nazriya-e-sher
aarzuu-e-bahr kaa qatre ke dil me.n irti.aash
ik ham-aahangii kii fitrat mazaahir me.n talaash
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
sukut-e-shab
na siskiyo.n kaa ko.ii irti.aash zholiida
na duud-e-aah-o-fuGaa.n kii ko.ii giraa.nbaarii
Azhar Qadiri
Nazm
hisar-e-tirgi
marg-baar-aalam me.n ik ummiid kii mub.ham kiran
ek bujhte diip kaa maddham hiraasaa.n irti.aash
Salman Ansari
Nazm
sar-e-rahe
fazaa me.n irti.aash thaa dilo.n ke is gudaaz se
ki jaise pii rahaa thaa mai.n nigaah-e-niim-baaz se
Iqbal Umar
Nazm
shikast-e-husn
dil me.n kasak nigah me.n jhijak tan me.n irti.aash
rangiiniyo.n me.n aaj nahaa.e hu.e hai.n aap