SEARCH RESULTS
Showing search results for "اندام"
Nazm MATCHES FOR "اندام"
Nazm
raat aur rail
raasa-bar-andaam kartii anjum-e-shab-taab ko
aashiyaa.n me.n taa.ir-e-vahshii ko chau.nkaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
karl marx
aaj kii fir.auniyat bhii kuchh isii andaaz se
rafta rafta hotii jaa.egii shikaar-e-inqilaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
nau-KHez dil-fareb gul-andaam naaznii.n
aariz pe jin ke baar ho daaman nigaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
gul-posh makaa.n aur gul-andaam makii.n bhii
kamyaab nahii.n husn zamaane me.n kahii.n bhii
Arsh Malsiyani
Nazm
zaifa
larza-bar-andaam hai sehn-e-zamii.n kaa arz-o-tuul
ho rahaa hai KHaak par naapaak ruuho.n kaa nuzuul
Josh Malihabadi
Nazm
kahan hai aa ja
ai umiid-e-dil-e-naa-kaam kahaa.n hai aa jaa
terii furqat KHalal-andaaz-e-sukuun-e-paiham
Shakeel Badayuni
Nazm
madam
ek sayyaad-e-KHush-andaam svaad-e-mashriq
zulf-e-ba.ngaal liye tal.at-e-punjab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tum jo aate ho
abr kii qaash uThii mauj kaa saakit andaam
barf lab palko.n pe Taa.nke hu.e motii aa.nsuu
Wazir Agha
Nazm
justuju
ab aur kitnaa karuu.n intizaar-e-gul-andaam
mile mujhe bhii mohabbat bharaa ko.ii paiGaam
Bismil Arifi
Nazm
hamari ruh ka naghma kahan hai?
vo dard-e-aarzuu
jo larza-bar-andaam thaa pahnaa.e aalam me.n
Sajida Zaidi
Nazm
Tipu
uThaa vo KHaak-e-srinigaapatam se mard-e-jarii
bidesiyo.n kii hukuumat thii larza-bar-andaam