SEARCH RESULTS
Showing search results for "اوصاف"
Nazm MATCHES FOR "اوصاف"
Nazm
jawab-e-shikwa
masjide.n marsiyaa.n-KHvaa.n hai.n ki namaazii na rahe
yaanii vo sahib-e-ausaaf-e-hijaazii na rahe
Allama Iqbal
Nazm
bint-e-hawwa
mere ausaaf ginaane ko ye kaaGaz kam hai.n
sinf-e-naazuk huu.n magar ruuh mirii rustam hai
Hina Rizvi
Nazm
kuchh baaten
ho chuke ausaaf parde ke bayaa.n
shaahid-e-baazaar kii baate.n kare.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nasihat
جتنے اوصاف ہيں ليڈر کے ، وہ ہيں تجھ ميں سبھي
تجھ کو لازم ہے کہ ہو اٹھ کے شريک تگ و تاز
Allama Iqbal
Nazm
haq-kesh ki fariyaad
tahsiin ke taalib nahii.n ausaaf-e-KHudaa-daad
aafaaq hilaa detii hai haq-kesh kii fariyaad
Bebak Bhojpuri
Nazm
sada-kar
vo shanshah ho ki daryuuza-gar-e-raah-e-hayaat
apne kirdaar ke ausaaf liye
Mohsin Ehsan
Nazm
maulana abul-kalam ka janaza dekh kar
ek hastii me.n tamaam ausaaf kyuu.nkar paa.e.nge
ab kahaa.n se bul-kalaam-aazaad jaisaa laa.e.nge
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
gandhi
iisaar-o-zabt-o-hausla-o-jauhar-e-vafaa
ausaaf tere ko.ii kahaa.n tak ayaa.n kare
Dharmpal Aaqil
Nazm
sadr-e-jamhuriya-e-hind
jahaan-e-shauq kaa afsaana-e-jaah-o-hasham bhii hai.n
karishma hai KHudaa kaa aap ke ausaaf ke qaa.il
Masood Akhtar Jamal
Nazm
firaq gorakhpur ko tahniyat
qaumii yak-jehtii kaa haamii to munaafii-e-nifaaq
kyaa bayaa.n ho tire ausaaf-e-hamiida kaa firaaq
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
koi aur radd-e-amal
ye ausaaf yuu.n bhii gunahgaar aur tajriba-kaar logo.n ke hai.n
aur karam hai KHudaa kaa
Shariq Kaifi
Nazm
shikwa
shart insaaf hai ai saahib-e-altaaf-e-amiim
buu-e-gul phailtii kis tarah jo hotii na nasiim
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
bedard! zaraa insaaf to kar is umr me.n aur maGmuum hai vo
Akhtar Shirani
Nazm
KHun phir KHun hai
KHaak-e-sahraa pe jame yaa kaf-e-qaatil pe jame
farq-e-insaaf pe yaa paa-e-salaasil pe jame