SEARCH RESULTS
Showing search results for "بد"
Nazm MATCHES FOR "بد"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye duniyaa hai yaa 'aalam-e-bad-havaasii
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walid ki wafat par
vo vahii hai
jo tumhaarii nek-naamii aur bad-naamii kii duniyaa thii
Nida Fazli
Nazm
abhi to main jawan hun
ye kyaa gumaa.n hai bad-gumaa.n
samajh na mujh ko naa-tavaa.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
parinde ki fariyaad
aatii nahii.n sadaa.e.n us kii mire qafas me.n
hotii mirii rihaa.ii ai kaash mere bas me.n
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
nazar jhukaa.e hu.e aur badan churaa.e hu.e
KHud apne qadmo.n kii aahaT se jhe.nptii Dartii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii hii KHaak se bad-tar hai ho gayaa
kaalaa bhii aadmii hai ki ulTaa hai juu.n tavaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
har shai kaa badal mil saktaa hai
sab daaman pur ho sakte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nanak
aah bad-qismat rahe aavaaz-e-haq se be-KHabar
Gaafil apne phal kii shiiriinii se hotaa hai shajar
Allama Iqbal
Nazm
diwane ki jannat
duur maazii kii bad-anjaam rivaayaat liye
niichii nazre.n vahii ehsaas-e-mulaaqaat liye