SEARCH RESULTS
Showing search results for "برادر"
Nazm MATCHES FOR "برادر"
Nazm
pand-nama
din bahaadur kaa baan biir kii rath
raat champaa-kalii a.nguuThii nath
Josh Malihabadi
Nazm
panch parchhaiyan
uf vo baraadar-e-saGiir sahn me.n kheltaa hu.aa
gard-o-Gubaar se tamaam goraa badan aTaa hu.aa
Salam Sandelvi
Nazm
sada KHush raho
lekin KHuun me.n zid hai baraadar
jab tak saa.ns hai aas bhii mere saath rahegii
Aazam Khursheed
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
saal-haa-saal mire naam baraabar likkhe
kabhii din me.n to kabhii raat ko uTh kar likkhe
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
chalo chhoDo
miraa honaa na honaa ik baraabar hai
tum apne KHaal-o-KHad ko aa.iine me.n phir nikharne do
Mohsin Naqvi
Nazm
mere school
mere school mirii yaado.n ke paikar sun le
mai.n tire vaaste rotaa huu.n baraabar sun le
Munawwar Rana
Nazm
kisan
apne daaman ko baraabar qat.a saa kartaa hu.aa
tiirgii me.n khetiyo.n ke darmiyaa.n kaa faaslaa
Josh Malihabadi
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
dil hech hai sar itne baraabar hai.n ki sar hech
arz-e-hunar hech!
Noon Meem Rashid
Nazm
bint-e-hawwa
meraa hargiz nahii.n kahnaa mujhe bartar samjhe.n
mard hazraat mujhe sirf baraabar samjhe.n
Hina Rizvi
Nazm
lao to qatl-nama mera
rindo.n ke dam se aatish-e-mai ke baGair bhii
hai mai-kade me.n aag baraabar lagii hu.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dipawli
hirdai ke dvaar par rah rah ke detaa hai ko.ii dastak
baraabar zindagii aavaaz par aavaaz detii hai
Nazeer Banarasi
Nazm
holi
chalaa.e jaa.o nashiilii nazar se pichkaarii
luTaa.e jaa.o baraabar bahaar holii me.n