SEARCH RESULTS
Showing search results for "برہنہ"
Nazm MATCHES FOR "برہنہ"
Nazm
kabhi kabhi
tire labo.n se halaavat ke ghuu.nT pii letaa
hayaat chiiKHtii phirtii barahna sar aur mai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi ki talash
yahii.n kahii.n use Dhuu.nDo yahii.n kahii.n hogaa
barhana ho to use phir libaas pahnaa do
Nida Fazli
Nazm
hamesha der kar deta hun
use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Nazm
mujassama
tund jazbaat se bharpuur barahna siina
jaise sustaane ko tuufaan zaraa Thahre ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
shohrat kii bazm tujh se munavvar nahii.n magar
farq-e-gadaa pe taaj hai sultaa.n barahna-sar
Josh Malihabadi
Nazm
intiqam
ik barhana jism aatish-daa.n ke paas
farsh par qaaliin, qaaliino.n pe sej
Noon Meem Rashid
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
luuTte phirte the jab tum kaarvaa.n-dar-kaarvaa.n
sar-barahna phir rahii thii daulat-e-hindostaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
chadar aur chaar-diwari
banaa rahii hai.n ajab hayuule
jo chaadaro.n me.n bhii hai.n barahna
Fahmida Riaz
Nazm
ajnabi aurat
ye siyah-paikar barahna raah-rau
ye gharo.n me.n KHuub-suurat aurato.n kaa zahr-e-KHand
Noon Meem Rashid
Nazm
tanhai mein
haath phailaa.e barahna sii kha.Dii hai KHaamosh
jaise Gurbat me.n musaafir ko sahaaraa na mile
Akhtarul Iman
Nazm
nishan yahi hai zamane mein zinda qaumon ka
قلندرانہ ادائيں، سکندرانہ جلال
يہ امتيں ہيں جہاں ميں برہنہ شمشيريں
Allama Iqbal
Nazm
ek din yun KHizan aa gai
aur phir ek din yuu.n KHizaa.n aa ga.ii
aabnuusii tano.n ke barahna shajar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fana
aur ek yuu.n pa.Daa rahaa hai be-kas barhana-tan
kii.De mako.De khaa ga.e dono.n ke tan-badan