SEARCH RESULTS
Showing search results for "بھرپور"
Nazm MATCHES FOR "بھرپور"
Nazm
mujassama
tund jazbaat se bharpuur barahna siina
jaise sustaane ko tuufaan zaraa Thahre ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
aadhi raat
dulhan ho jaise hayaa kii sugandh se bojhal
ye mauj-e-nuur ye bharpuur ye khilii hu.ii raat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
dekh tujh par ilm kii bharpuur pa.D jaa.e na zarb
bhaag is parde me.n hai.n shaitaan ke aalaat-e-harb
Josh Malihabadi
Nazm
katik ka chand
sher ugte hai.n dukhii zehn se ko.npal ko.npal
kaun mausam hai ki bharpuur hai.n Gam kii bele.n
Ibn e Insha
Nazm
sanwli
duudhiyaa husn se uktaa ke mirii nazro.n ne
jab bhii dekhaa hai tire rang kaa bharpuur nikhaar
Qateel Shifai
Nazm
baada-e-nim-ras
dekhte dekhte bharpuur javaanii kii hayaa
terii bebaak nigaaho.n me.n samaa jaa.egii
Saifuddin Saif
Nazm
restaurant
shauhar ko dekhe to lajaa.e laaj ko oT banaa.e
har aane vaale par ik bharpuur nazar dau.Daaye
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mohabbat nur hai jaanan
ye vo ehsaas hai jo har gha.Dii bharpuur hai jaanaa.n
mohabbat nuur hai jaanaa.n
Naz Butt
Nazm
dar-madh-am
har lahza piitaa rahtaa hai tuu ghuu.nT KHuun ke
aur aam aam hii nahii.n bharpuur jaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
baada-e-nim-ras
dekhte dekhte bharpuur javaanii kii hayaa
terii bebaak nigaaho.n me.n samaa jaa.egii
Saifuddin Saif
Nazm
ehsas
tak rahii hai mujhe kis hasrat se
mere bistar kii har ik dard se bharpuur shikan