SEARCH RESULTS
Showing search results for "تاراج"
Nazm MATCHES FOR "تاراج"
Nazm
shayad
mire ehsaas ke is KHvaab kaa anjaam kyaa hogaa
ye mere andaruun-e-zaat ke taaraaj-gar
Jaun Eliya
Nazm
bhaarat ke musalman
qazzaaq-e-fanaa ko to hai darkaar bahaana
taaraaj na ho 'qaasim-o-'sayyad' kaa KHazaana
Jagan Nath Azad
Nazm
firqa-parasti ka challenge
gulshan mire haatho.n yuu.nhii taaraaj rahegaa
mai.n zinda rahuu.ngii to miraa raaj rahegaa
Nazeer Banarasi
Nazm
kash
mai.n shahr-e-tamannaa kii taaraaj nagrii ke malbe me.n
laachaar-o-tanhaa
Aarif Akhtar Naqvi
Nazm
dar-o-rasan
zuhal kii aa.nkh pa.Dii ittifaaq se naagaah
tamaam ho gayaa taaraaj mulk-o-maal aur jaah
Mohammad Ali Tishna
Nazm
jahan dariya utarta hai
jahaa.n taaraaj hai khetii
jahaa.n qarya uja.Dtaa hai
Akhtar Husain Jafri
Nazm
sauraj
daamaan-e-nigah jis kii fazaa ke liye thaa ta.ng
vo baaG hu.aa dekhte hii dekhte taaraaj
Zafar Ali Khan
Nazm
mujhe sharmindagi mahsus nahin hoti
mai.n ja.ngalo.n ko taaraaj kar ke sa.Dke.n bante dekhtii huu.n
aur be-jaan badan liye
Aliya Mirza
Nazm
tijarat
chal rahii hai.n zor se be-kaariyo.n kii aa.ndhiyaa.n
naujavaa.n kaa gulsitaan-e-zindagii taaraaj hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
man
mere armaano.n ko taaraaj kyaa luuT liyaa
mere maasuumo.n ko be-KHaana o barbaad kiyaa